Roz aatay Hain BADAL Abr-E-Rehmat lay Kar,
..
.
Meray Shehr K Aamaal Unhain Brasnay Nahin Detay.
Pyar karne wale Aankho ki baat samajh lete hain,
khawabo me mil jaye to mulakat samajh lete hain,
Rota to aasma bhi hai pyar ke liye,
Par afsos log use barsat samajh lete hain.
Bohat Dino Se Thi Ye Aasman Ki Sazish,
Aaj Puri Huee Unki Khawahish,
Bheeg lo Apno ko Yaad Ker K,
Mubarak Ho Aapko Pehli Barish.
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
/// Happy Rainy Day ///
Ek raat hoi barsaat bohat,
Main royaa saari raat bohat,
Her ghum tha zamaanay ka lekin,
Main tanha tha us raat bohat,
Phir Aankh say ik saawan barsa,
Jub seher hoi to khayaal aaya,
Woh baadal kitna tanha tha
Jo barsa saari raat bohat
Showing results 33 - 36 of 96 for the category: Barish/Rainy Day SMS.
` ``
