Urdu Adab Zindabaad

Lakhnow me 2 bache larr rahe thay,
1st: Dekhiye Agar Aap Humari Baat Nahi Manengy To Hum Aap K Walid-E-Mohtaram Ki Shan Me Gustakhana Kalimaat Pesh Karengy.

2nd: Tou Huzoor Phir Hum Bhi Aap K Rukhsar-E-Mubarak Pe Aisa Tamancha Baja Laingay K Gaal Gulab Ki Manind Khil Uthay Ga…
😀

Hiding the weaknesses and highlighting the strengths

There was a king who had one eye and one leg. He asked all the painters to draw a beautiful portrait of his but all of them were not ready to draw. As how come they show him beautiful with defects in one eye and leg. One of them agreed and drew a classic picture and everyone was surprised. He painted the king aiming for a hunt, targeting with one eye closed and a leg bent for it.
Why can’t we all paint others pictures like this hiding their weaknesses and highlighting their strengths?

Allah taught us to hide others weaknesses and he will hide ours.

Churrail ne jadu ki charri ghumai

1 churail ne 60 saal k shadi shuda jorray se kaha:
Main tum dono ki ek ek khwahish pori kar sakti hon.

BV: Main apnay shohar k sath sari duniya ki sair karna chahti hon.
Churrail ne jadu ki charri ghumai aur 2 tickets aa gaye.
Phir shohar se pocha tum kia chahty ho?
Shohar: Apnay se 30 saal choti BV ka khwahishmand hon.
Churrail ne jadu se us ko 90 saal ka kar diya…

Moral:
Mardon ko yaad rakhna chahiye k Churrail bhi aurat hoti hai.