1 insan jab marta hai

1 insan jab marta hai or dafna dia jata hai to sawal jawab k liay farishtay atay hein us waqt 1 shaks aa k

kehta hai tum aaram kro tumhare sawalon k jawab mai deta hon. Jab farishtay wapis chaley jatey hein tu wo

shaks b janey lagta hai tab insan kehta hai ap kon ho tu wo shaks kehta hai mai NAMAZ-E-FAJAR hon tu ne

fajar k waqt mere liye apni neend kharab ki apna sukh chain apna narm bistar chor k Mujhe dia to aaj mainey

uska badla tujhey dia! SUBHANALLAH