Chalo Faraz ab mausam ka

Chalo Faraz ab mausam ka maza chakain
Tamam dawain bacho ki pohnch sy dur rakhain

Faraz kya milan ki ab justuju karain
Tabiat zyada kharab hoto doctor sy ruju karain

Humari chahat ka kuch to khayal karain.
Dawai achi terha hila kar istimal karain.

Dil mera doob gaya jab us ki uthi doli,
Subha sham khaney k bad aik goli.

Author: admin

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *