Eik charsi nay doston ki dawat ka program banaya

Eik charsi nay doston ki
dawat ka program banaya,
aur apnay he ghar say
raat ko bakra chori kia,
Aur khoob dawat ki,

subha Jub ghar poncha to
Bakra ghar mein tha,
bivi say pocha Bakra kahan say aaya?

Bivi: Bakray ko goli maro!!
Ye batao raat ko tum choron ki tarha,
KUTTAY ko kahan lay kar gaye thay?

Author: admin

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *