Fine Urdu fight of Lucknow
Two boys are fighting in Lucknow
1st: dekheiay agar aap hamari baat nahi maanein ge
tu hum aap k walid-e-muhtaram ki shaan mein
gustakhana Kalimat pesh karein ge.2nd: Tu huzor phir hum bhi aap k
rukhsar-e-mubarak pe aisa tamancha baja laeyn ge
k gaal gulab ki manind chamakney lage ga.