Karti hain itna makeup k weight barh jata hay

Bachiyon k chakker me larke jate lutt,

Or khatey hain un k bhaiyon se wo kutt,

iss waja se larke larkiyon ko chor detay hain,

Moqa mil tey hi un k bhaiyon ko phor dete hain,

Na kare makeup to un se banda dar jata hay,

Karti hain itna makeup k weight barh jata hay.

Author: admin

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *