Jab banda toba karta hai

“TOBAH”
Jab banda toba karta hai to ALLAH Pak farishton se farmaty hain k aaj Aasmanon me chiraghan kar do.
Farishtay sabab pochtay hain to ALLAH pak farmaty hain k Aaj mery bandy ne mujh se Sulah kar li. (Toba kar li)
Jao aaj us k tamam Gunahon ko mita do,
nahi nahi, bal k tamam Gunahon ko neikiyon me badal do.

Please,
Itni mohabbat karny waly RAB ko aaj mana lo.

Aao sab mil k TOBA karen,
Kia pata kab zindagi ki sham ho jaye.

Author: Ifrahim

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *