Khana-e-Kaba Mein Aftari K Liye

KHANA-e-KABA Ki AFTARI

Khana-e-Kaba Mein Aftari K Liye Bichaye Jane Wali Dastarkhuan ki Lenght 12 K.m hoti hai. Ye Tuwaf ki Jagah Bichaya Jata Hai. Is par 12 Lakh Rozaydar Daily Aftar Karty Hen. Is Aftari par Daily 10 Lakh Saudi Riyal Kharch Hota hai or Dunya Ki Ye Sab se Bari Aftari sirf 10 min Me Samait Li Jati hai or Farsh Dho Dia Jata Hai. Rozana 50 Lakh Dates or 20 Lakh “Aab-e-Zum Zum Ki Bottles Aftari Me Istamal Hoti Hai.

SUBHAN ALLAH

Author: Ifrahim

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *