Main cigarete kabhi nahi peta

Main cigarete kabhi nahi peta
wo to bas
jab ghamgeen hota hun to gham bholane k liye
jab khush hota hun to lutf dobala karne k liye
jab akela hota hun to tanhai door karne k liye
jab dosto k sath hota hun to unka sath dene k liye
jab bhooka hota hun to bhook mitane k liye
aur jab khana kha leta hun to khana hazam karne k liye
jab farigh hota hon to time pass karne k liye
warna main itna pagal nahi k cigarett jesi burri cheez ko hath lagaon.

Author: SAM

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *