An angry man is again angry by admin An angry man is again angry with himself when he returns to reason.
Jab chala chor k by admin Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki, Khoob tha dosti ek arsa nibhanay wala, Dushmani k bhi tu aadaab hote hain aey dost, Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.
Main jo chahon tu abhi by admin Main jo chahon tu abhi toor loon naata tum say, Par main Buzdil hoon mujhay . . . . “MOUT” say daar lagta hai.
Jana! qatil se kabhi Pyar na mango by admin Jana! qatil se kabhi Pyar na mango, Apne hi gale ke liye talwar na mango, Jal jao kari dhoop me khamoshi se lakin, Apnon se kabhi saaya-e-dewar na mango.