Shah Jahan aur King Edward

Shah Jahan aur King Edward..
Dono ki biwion ki mout “cancer” se hui..
Dono badshah apni biwi se bohat pyar kartay thay..
Lekin souch ka farq dekhain,
Shah Jahan ne biwi ki yaad mein lakhon kharch kar k TAJ MAHAL banwaya..
Aur King Edward ne UNIVERSITY FOR MEDICAL RESEARCH banwai, ta’k jis bemari ki waja se us ne apni biwi khoi us se dusron ko bachaya ja sakay..
Souch ka farq hi qoumon k urooj o zawaal ka sabab banta hai.

Every moment is a treasure

To realize the value of:

1 year:
Ask one who failed in an examination.

1 month:
Ask one who has not received his salary.

1 week:
Ask one who is hospitalized.

1 day:
Ask one who is on fasting.

1 hour:
Ask one who is waiting for his lover.

1 minute:
Ask one who missed his train.

1 second:
Ask one who just escaped from an accident.

Every moment is a treasure.

Yesterday is history
tomorrow is mystery
but
Today is a gift
that is why we call it present.

Zindagi Kia Hai

Zindagi Ek Gift Hai
(Qabol Kijiye)

Zindagi Ek Ehsaas Hai
(Mehsos Kijiye)

Zindagi Ek Dard Hai
(Bant Lijiye)

Zindagi Ek Piyas Hai
(Pyar Dijiye)

Zindagi Ek Milan Hai
(Muskura Lijiye)

Zindagi Ek Judai Hai
(Sabar Kijiye)

Zindagi Ek Aanso Hai
(Pi Lijiye)

Zindagi Aakhir Zindagi Hai
(Jee Lijiye)