Yunhi Be Sabab Na Phira Karo

Yunhi Be Sabab Na Phira Karo,
Koi Shaam Ghar Bhi Raha Karo,

Woh Ghazal Ki Sachi Kitaab Hai,
Isa Chupke Chupke Parha Karo,

Koi Hath Bhi Na Milaay Gaa,
Jo Gale Miloo Ge Tapak Se,
Ye Naye Mizaj Ka Shaher Hai,
Zara Fasle Se Mila Karo.

Abhi Rah Mein Kai Mor Hain,
Koi Aay Ga Koi Jaay Gaa,
Tumhain Jis Ne Dil Se Bhula  Diya, Continue reading “Yunhi Be Sabab Na Phira Karo”

Jo Tu Kahey To Tujhey Umr Bhar Miloon Bhi Nahin

Faraz Abb Koi Sauda Koi Junoon Bhi Nahin,
Magar Qaraar Say Din Kat Rahey Hon Yoon Bhi Nahin,

 

Na Jaaney Kyun Mairi Aankhein Barasney Lagti Hain,
Jo Sach Kahoon To Kuch Aisa Udaas Hoon Bhi Nahin,

 

Dukhon Ke Dhair Lagey Hain Ke Log Baitthey Hain,
Issi Diyar Ka Main Bhi Hoon Aur Hoon Bhi Nahin,

Continue reading “Jo Tu Kahey To Tujhey Umr Bhar Miloon Bhi Nahin”

Aankh se door na ho dil se utar jayega

Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega,

آنکھ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا
وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا

Itna Manoos Na Ho Ḳhalvat-e-Gham Se Apni,
Tu Kabhi Ḳhud Ko Bhi Dekhega To Dar Jayega,

اتنا مانوس نہ ہو خلوت غم سے اپنی
تو کبھی خود کو بھی دیکھے گا تو ڈر جائے گا

Continue reading “Aankh se door na ho dil se utar jayega”