Is dil ka kaha maano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri par faqat itna ehsan kar do,
Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
Na to yaado ko yaad rakhte hain,
Na hi sapno ko saath rakhte hain,
Hum to buss unko yaad rakte hain,
Jo humain dil k pass rakhte hain.
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain,
Zakhmon ko seena bhool jate hain,
Tu zindagi mein subse azeez hai humain,
Tujhse her bar yeh kehna bhool jaate hain.
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurban yaari,
Jaan ke liye torr doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari.
Showing results 345 - 348 of 398 for the tag: Urdu Serious Poetry.
` ``
