likha hota hai

Har school me likha hota hai …
USOOL … torna mana hai.

Har baagh me likha hota hai …

PHOOL … Torna mana hai.

Har khel me likha hota hai …
RULE … Torna mana hai  !!!

KAASH

!!!  Mohabbat me bhi likha hota k kisi ka …
DIL … Torna mana hai……

CHAHAT Ka sirf aik usool hai

CHAHAT Ka sirf aik usool hai.
Insan ya to toot K Chahta hai Ya phir Chahat me toot jata hai.
Jab toot K Chahe to duniya samet leta hai Or jab Chahat me toot jata hai to bikhar jata hai!

Toot k Chahe to mout ko hara deta hai, Or Chahat me toot jaye to zindagi se “HAAR” jata hai…!!