Main apna aaj apna kal thumara naam karta hoon
Main apna aaj apna kal thumara naam karta hoon,
Main apne jevan ka her aik pal tumharay naam karta hoon,
Samait sako gay na jisay tum ta qayamat,
Qasam tumhari tumhain itna pyar karta hoon.
All Type of SMS, Funny SMS, Love SMS and Much More
Valentine’s Day SMS in Urdu Language
Main apna aaj apna kal thumara naam karta hoon,
Main apne jevan ka her aik pal tumharay naam karta hoon,
Samait sako gay na jisay tum ta qayamat,
Qasam tumhari tumhain itna pyar karta hoon.
Mere pyaar ka hisaab jo lagao gi,
To mere pyar ko bay hisaab pao gi,
Paani k bulbule sa hai mera pyar,
Zara si thees lagi to dhundte reh jao gi.
Hum is qadar tum per mar mitain gay,
Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay,
Rakhna her pal is dil mein hamari yaad,
Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
Humne Chaand se pooha
teri Chaandni ka raaz kia hai?Chaand ne aapki taraf Ishara
kar ke kaha, Inhi say pucho jisay
dekh kar main chamakta hoon