Us insan par bharosa karo jo tumhari
Us insan par bharosa karo jo tumhari 3 baten jan sake…!
1- Muskurahat k pichhe dukh.
2- Gusse k pichhe pyar.
3- Chup rehne k pichhe waja…!
All Type of SMS, Funny SMS, Love SMS and Much More
Wise Quotes in Urdu Language
Us insan par bharosa karo jo tumhari 3 baten jan sake…!
1- Muskurahat k pichhe dukh.
2- Gusse k pichhe pyar.
3- Chup rehne k pichhe waja…!
Achi Zindagi Guzarny ke 2 Tareeky hain,
1): Jo Pasand hai Usay Hasil Ker Lo,
Ya Phir
2): Jo Hasil hai Usay Pasand Ker Lo…
Waqt jaisa bhi ho Acha ya Bura badalta zaror hai,
Is liye ache waqt me kuch aisa bura mat karo k Bure waqt me ache log aap ka sath chor dein..!!!!
Jab insaan ko dolat, taqat, aur ikhtiyaar mil jata hai to woh badalta nahi hai bal k us ki asliyat samnay aa jati hai
Hazrat Ali (R.A)