Us insan par bharosa karo jo tumhari by skhan Us insan par bharosa karo jo tumhari 3 baten jan sake…! 1- Muskurahat k pichhe dukh. 2- Gusse k pichhe pyar. 3- Chup rehne k pichhe waja…!
Achi Zindagi Guzarny ke 2 Tareeky hain by skhan Achi Zindagi Guzarny ke 2 Tareeky hain, 1): Jo Pasand hai Usay Hasil Ker Lo, Ya Phir 2): Jo Hasil hai Usay Pasand Ker Lo…
Waqt jaisa bhi ho Acha ya Bura by skhan Waqt jaisa bhi ho Acha ya Bura badalta zaror hai, Is liye ache waqt me kuch aisa bura mat karo k Bure waqt me ache log aap ka sath chor dein..!!!!
dolat, taqat, aur ikhtiyaar mil jata hai to by Ifrahim Jab insaan ko dolat, taqat, aur ikhtiyaar mil jata hai to woh badalta nahi hai bal k us ki asliyat samnay aa jati hai Hazrat Ali (R.A)