PARVEEN SHAKIR
Zillat-E-Tanhai Se Ghabra K Aayi Hoon,
Main Abhi Abhi Sheher-E-Wafa Se Aayi Hoon,
Kuch Dair Hawa Ko batoon Me Lagaye Rakhna,
Main Ghar Mein Ek Charagh Jala K Aayi Hoon,
Uss Ne Pocha Hai Ehd-E-Wafa Nibhao Gay?
So Haathon Mein Quran Utha K Aayi Hoon,
Wo Chahe To Ab Mujh Se Tark-E-Talluq Kar Le,
Wo Meri Zindagi Hai Usay Bata K Aayi Hoon,
Wo Ab Bhi Mujhe Anna Parast Samajhta Hai,
Main Jisay Ro Ro Ke Mana K Aayi Hoon,