Site icon Best SMS for You

1 Pehalwan ki taang neeli ho gayi

1 Pehalwan ki taang neeli ho gayi
Hakeem: Zehar phail gaya hai taang katni pareygi kuch din baad dosri taang bhi neeli ho gayi to hakeem ne wo bhi kaat dali aur plastic ki taangen laga deen.

kuch din baad plastic ki taangen bhi neeli ho gayi.

Hakeem:
Yaar teri bemari samajh aa gayi hai..
Teri dhoti ka rang utarta hai.

Exit mobile version