Site icon Best SMS for You

Aik admi k ghar k samne gadha mara para tha

Aik admi k ghar k samne gadha mara para tha.
Usne municipal committe ko phone kia aur kaha;
Mere ghar k samne gadha mara para hai uthwa len

Jawab mila;
Wahin dafan kar do.

Us admi ko ghussa to bohat aaya per tahamul se bola;
G main dafan karny laga tha magar marhoom k bachon ko itlaa to karni thee naa 😀

Exit mobile version