Mohabbat Jeet Hoti Hai,

Magar Ye Har Jati Hai,

Khabi Dilsoz Lamhon Se,

Kabhi Bekar Mosamo Se,

Kabhi Taqdeer Walo Se,

Kabhi Majbor Qasmo Se,

Kabhi Ye Phool Jesi Hai,

Kabhi Ye Dhool Jesi Hai,

Kabhi Ye Chand Jesi Hai,

Kabhi Ye Dhoop Jesi Hai,

Kabhi Masroor Karti Hai,

Kabhi Ye Rog Deti Hai,

Kisi Ka Chain Banti Hai,

Kisi Ko Rol Deti Hai,

Kabhi Le Paar Jaati Hai,

Kabhi Ye Maar Jaati Hai,

Mohabbat Jeet Hoti Hai,

Magar Ye Haar Jati Hai.

Aandhi ne tor di hain drakhton ki tehnian,
.

.

.

.

Kese katey gi raat parinday udaas hain.

Good Night

Teri Kami Bhi Hai Tera Ehsas Bhi Hai,

Tu Door Bhi Hai Aur Paas Bhi Hai,

Khuda Ne Yun Navaza Teri Dosti Se Mujhko,

K Khud Pe Gharoor Bhi Hai Aur Naaz Bhi Hai,

Honton Pe Mohabat K Fasane Nahi Aate,

Sahil Pe Samandar K Khazane Nahi Aate,

Lelo Abhi Zindagi Mein SMS K Mazey,

Phir Laut Kar Hum Jaise Dewane Nahi Aate.

`` `

Showing results 1 - 4 of 415 for the category: Urdu Poetry SMS.

` ``