KHAMOSHI: Aisa darakht hai jis pr karrwa phal nahi lagta.
HASAD: Aisi deemak hai jo insan ko andar or bahir se khatam karti hai.
SACHAI: Aisi dawa hai jis ki lazzat karrwi magar taseer shehad se ziyada meethi hai. ZAHANAT: Aisa nadir poda hai jo mehnat k bagheir nahi lagta.
KHUSH AKHLAQI: Aisi khushbu hai jo meelon door se mehsoos ho jati hai.
NAFS: Wo ghorra hai jis pr insan qabu paa le to duniya us k qadmon mein hoti hai…!!
Hazrat Ali (R.A)