Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai
Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai,
Dil me basayi hai jo woh aapki hi surat hai,
Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi,
Humein her kadam per aapki zarurat hai.
All Type of SMS, Funny SMS, Love SMS and Much More
Serious Poetry in Urdu Language
Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai,
Dil me basayi hai jo woh aapki hi surat hai,
Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi,
Humein her kadam per aapki zarurat hai.
Badalna aata nahi humko mousamo ki tarah,
Her ek roop mein tera intezaar karte hain,
Na tum samait sakogi jise qayamat tak,
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.
Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar,
Main Zinda rahu yeh dua naa kar,
Koi dekhta hai meri jaan ko to hoti hai jalan,
Aye Hawa tu bhi usse chowa naa kar.
Main apna aaj apna kal thumara naam karta hoon,
Main apne jevan ka her aik pal tumharay naam karta hoon,
Samait sako gay na jisay tum ta qayamat,
Qasam tumhari tumhain itna pyar karta hoon.