Man: Janab Main 20 km/h ki speed se ja raha tha
magar phir bhi meri car ko
taiz raftari ki ilzam me band kardia gaya.Judge: Is baat ka kia saboot hai
k tum taiz drive nahi kar rahe thay?Man: Janab is se barah aur kia saboot hoga
k us waqt main apni bivi
ko lene Susral ja raha tha.🙁