1 sahab ka Tota (parrot) daily 1 shakhs ko:
“Oye Baghairat” kaha karta thaUs shakhs ne shikayat ki
to Maalik ne tote ko dantaAgle din jub wo shakhs qareb se guzra
to tota kuch na bola
Thora aage ja k
us shakhs ne peeche mur k dekha
to tota hanste hue bola:“Samajh to tu gaya hoga”