Kabhi kabhi meri aankhon main
Kabhi kabhi meri aankhon main samaya bhi lagta hai,
Jo apna hai woh paraya bhi lagta hai.
Tum se milne ki tamanna to bohat hai lekin,
Aane jaane main kiraya bohat lagta hai,
All Type of SMS, Funny SMS, Love SMS and Much More
Funny Poetry in Urdu Language , Urdu Mazahiya Shayari , Urdu Mazahiya Ashaar
Kabhi kabhi meri aankhon main samaya bhi lagta hai,
Jo apna hai woh paraya bhi lagta hai.
Tum se milne ki tamanna to bohat hai lekin,
Aane jaane main kiraya bohat lagta hai,
Wo mur mur k Humain dekh rahe the, aur hum unhain,
Wo mur mur k Humain dekh rahe the, aur hum unhain,
.
.
.
.
.Kio ki exam mein na unhe kuch aata tha aur na hamain.
Dali ne dali par nazar dali,
kisi ne is par dali, kisi ne uspar dali,
hum ne jis par nazar dali,
uske baap ne uski shaadi kahin aur kar dali.
Happy Diwali
Arz kiya hai…
(wah wah wah)
Ikhtiyar-e-Tarannum se Tabassum ki roshni ko jala dena!
(wah wah wah)
Jab iska mutlab samajh me aajae tu mujhe b bata dena..