Insan apni toheen maaf kar sakta hai

“NICE WORDS”

1.”Insan apni toheen maaf kar sakta hai, bhool nahi sakta”

2. “Jis se mohabbat ki jaye us se Muqabla nahi kia jata”

3. “Kabhi na girna kamaal nahi
Bal k gir k sambhal jana kamaal hai”

4. “Kisi ko panay ki tamanna mat kro balke khud
ko is qabil banao k wo tumhe panay ki tamanna karne lage”

Dunya me 7 kaam aasan hain 0r mushkil bhi

Dunya me 7 kaam aasan hain
0r mushkil bhi

1.
DOSTI karna
aasan
NIBHANA mushkil

2.
PYAR karna
aasan
PANA mushkil

3.
BHAROSA torna
aasan
KARNA mushkil

4.
YAAD karna
aasan
BHULNA mushkil

5.
JHOOT bolna
aasan
SACH sunna
mushkil

6.
KISI ko rolana
aasan
HASANA mushkil

7.
Kisi k bagair
MARNA aasan
JENA mushkil.