3 Cheezain

3 Cheezain 1 Jaga Parwarish Pati Hain
-PHOOL
-Kantay
-Khushbu

3 Cheezain Her 1 Ko Milti Hain
-Khushi
-Gham
-Mout

3 Cheezain Her 1 Ki Juda Hoti Hain
-$urat
-$eerat
-Qismat

3 Cheezon Ko Kabhi Chota Na $amajhna
-Karz
-Farz
-Marz

3 Chizon ko  Kabhi Na Thhukrao
-Khulos
-Tohfa
-Mohabbat

3 DOST ILM ,DOLAT , IZZAT

3 DOST

DOlAT, ILM, IZzAT
aik mooka pr jma hwa, bicharna lga to
un k darmyan goftago kuch is trha hoi.

Dolat= ma ja rhi hon agr muj sa milna chahon
to ameeron ka mahl me a jana.

ILM= agr muj sa milna chahon to aalmon ki kitabon ma a jana.

IZzAT= khamosh rhi kuch na boli
us sa swal kya gya to us na jwab dya,
afsos agr aik bar ma chali jaon  to wapis nhi ati.