Rukhsar Aise Timtimaty Hain Janab K

Rukhsar Aise Timtimaty Hain Janab K,
Pehne Hon Jese Chand Ne Gajre Gulaab K,

Likha Hai Tera Naam He Chahat K Khoon Se,
Aao Waraq Dikhaon Main Dil Ki Kitab K,

Itni Pila Di Aaj K G Bhar K Royen Saqi,
Niklen Humari Aankh Se Aanso Sharab K,

Mil K Raat Bhar Phir Bhi Nahi Mila,
Suraj Bata Gaya K Ye Dhoke They Khuwab K,

Uttra Wo Is Tarha Se Samandar Ki Goad Se,
Jitne Bhanwar Thay So Gaye Pehlu Mein Aap K,

Didar-E-Yaar Kese Ho Aaj Kal,
Pehry Hain Chaand K Chehry Pe Kalay Naqab K.

Moaziz dost

Emergency notice

Jo moaziz dost call/sms karne ki zehmat nahi karte unhen ittla di jati hai k anqarib unka number delete kar diya jaye ga.
kio k muft khoron ki list bohat lambi ho gayi hai…