Kash Main Tere Haseen Hath Ka Kangan Hota

Kash Main Tere Haseen Hath Ka Kangan Hota

Tu Bade Pyar Se Chao Say Bade Maan K Sath

Apni Nazuk Si Kalayi Mein Chadhati Mujh Ko

Aur Betabi Se Furqat K Khizan Lamho Mein

Tu Kisi Soch Me Doobi Jo Ghumati Mujh Ko

Main Tere Hath Ki Khushboo Se Mehak Sa Jata

Jab Kabhi Mood Mein Aa Kar Mujhay Chooma Karti

Tere Honton Ki Hidat Say Dahak Sa Jata Continue reading “Kash Main Tere Haseen Hath Ka Kangan Hota”

Ab Aur Kya Kisi Se Marasim Barhaen Hum

Ab Aur Kya Kisi Se Marasim Barhaen Hum,
Ye Bhi Bohat Hai Tujh Ko Agar Bhol Jayen Hum,

اب اور کیا کسی سے مراسم بڑھائیں ہم
یہ بھی بہت ہے تجھ کو اگر بھول جائیں ہم

Sehra-e-Zindagi Mein Koi Dosra Na Tha,
Sunte Rahe Hain Aap Hi Apni Sadaen Hum,

صحرائے زندگی میں کوئی دوسرا نہ تھا
سنتے رہے ہیں آپ ہی اپنی صدائیں ہم

Continue reading “Ab Aur Kya Kisi Se Marasim Barhaen Hum”

Ay Ku-e-Yaar Tere Zamane Guzar Gaye

Ay Ku-e-Yaar Tere Zamane Guzar Gaye,
Jo Apne Ghar Se Aaye Thy Wo Apne Ghar Gaye,

اے کوئے یار تیرے زمانے گزر گئے
جو اپنے گھر سے آئے تھے وہ اپنے گھر گئے

Ab Kaun Zakhm-o-Zahr Se Rakhega Silsila,
Jeene Ki Ab Hawas Hai Humein Hum To Mar Gaye,

اب کون زخم و زہر سے رکھے گا سلسلہ
جینے کی اب ہوس ہے ہمیں ہم تو مر گئے

Continue reading “Ay Ku-e-Yaar Tere Zamane Guzar Gaye”

Abhi Ek Shor Sa Utha Hai Kahin

Abhi Ek Shor Sa Utha Hai Kahin,
Koi Khamosh Ho Gaya Hai Kahin,

ابھی اک شور سا اٹھا ہے کہیں
کوئی خاموش ہو  گیا  ہے کہیں

Hai Kuch Aisa K Jaise Ye Sab Kuch,
Is Se Pehle Bhi Ho Chuka Hai Kahin,

ہے کچھ ایسا کہ جیسے یہ سب کچھ
اس سے پہلے بھی  ہو چکا ہے کہیں

Continue reading “Abhi Ek Shor Sa Utha Hai Kahin”