To All My Unmarried Friends

This Special Poem is Dedicated
To All My Unmarried Friends.

Ek Din Zindagi Aise Maqam Par Pohanch Jaye Gi,
Dosti To Sirf Yaadon Me Hi Reh Jaye Gi,

Godi Me Bache Honge Aur Ap Papa Khelaye Ge,
Aur Phir Zindagi Cerelac Aur Feder Tak Reh Jaye Gi,

Susraal K Chakkron Me Driver Ki Saza Nazar Aaye Gi,
Paisa To Bohat Hoga Magar Usay Tumhari BV Lutaye Gi,

G Lo Khul Kar Is Pal Ko Dosto,
Q K Zindagi In Palon Ko Phir Se Nahi Dohraye Gi,

G A Kanwarapan

Govt Kaha Hai Nazar Nahi Aati

Koi Umeed Bar Nahi Aati,
Govt Kaha Hai Nazar Nahi Aati,

Chup Reh Kar Bhi Dekh Liya Humne,
Sharam Inko Magar Nahi Aati,

Pahly Hoti Thi Load Sheding 1 Ghanta,
Ab Sara Din Light Nazar Nahi Aati,

Pehle Aati Thi Cheenin 20 Rs Kilo,
Ab 20 Ki To Pao Bhi Nahi Aati,

Aa Jata Hai Bilawal Har Rozz Yahan,
Behan Uski Magar Nahi Aati,

Bibi Ko Maray Howe 3 Saal Ho Gaye,
Zardari Kab Maray Ga Kuch Khabar Nahi Aati.